Zindagi ki raah par chalna nahi hai aasaan, Yahan phoolon ke saath bikhare hue kaatein bhi hai, Dard sehana hoga tujhe,uss dard mein muskurana hoga tujhe, Sawaalon ke jawab bhi milege, khoyi hui manzil bhi milegi, Raahi toh bichad jaate hi hai,un yaadon ke saath bade tere kadam, kya hai yeh taqdeer? Haatho mein basi hui lakiron mein hai? ya Tu, khud jo apni manzil bana raha hai is zindagi ki raah par chalkar?
Jo bichad jaayein raahi to kya Raah me humsafar naye milenge Jo kho gayi ek manzil to kya Naye mod nayi mazilein aur milengi Wakt hai har zakhm ka marham Khud ba khud badhne lagenege tere kadam...
5 comments:
Zindagi ki raah par chalna nahi hai aasaan,
Yahan phoolon ke saath bikhare hue kaatein bhi hai,
Dard sehana hoga tujhe,uss dard mein muskurana hoga tujhe,
Sawaalon ke jawab bhi milege,
khoyi hui manzil bhi milegi,
Raahi toh bichad jaate hi hai,un yaadon ke saath bade tere kadam,
kya hai yeh taqdeer?
Haatho mein basi hui lakiron mein hai?
ya Tu, khud jo apni manzil bana raha hai is zindagi ki raah par chalkar?
Jo bichad jaayein raahi to kya
Raah me humsafar naye milenge
Jo kho gayi ek manzil to kya
Naye mod nayi mazilein aur milengi
Wakt hai har zakhm ka marham
Khud ba khud badhne lagenege tere kadam...
Kavita me apni baat kafi achhe se kahi :-)
Taqdeer se koi gila nahi,
Na zindagi se koi shikwa,
Shikayat toh shayad khud se hai...
Jisne ruh se toh usse dekha,
Lekin shayad samhaj na paaya...
Apna Khayal rakhna !!
Wow! I love this one. :) Simple, short yet thoughtful!
Post a Comment